- PAN CARD
- PHONE NUMBER
- DEBIT OR CREADIT CARD
- BANK ACCOUNT
- MAIL ID
PAYPAL ACCOUNT KYON JARURI HAI
Agar aap blogging krte hai ya thoda bhut bhi online transection krna chahete hain , to sab se phle aap ke pas credit card ya debit card hona jaruri hai. net banking ,BHIM app, UPI , online shopping , fund transfer in sab m aap ko debit ya credit card ki jarurat hogi , ab bat aati hai hum paypal account kyon banate hain , hum bina upni bank detail diye kisi bhi person ko paypal k through money upne bank account mein le bhi skte hain aur de bhi skte hain , to hum yhi khenge paypal account bhut hi secured hai online transaction k liye. Es se hum other countries mein bhi money send and receive kr skte hain ,mere hisab se ab tak aap ki samajh mein aa hi gya hoga ki itna kyon jaruri hai paypal account
PAYPAL ACCOUNT KAISE BANATE HAIN
Sab se phle hum ko paypal.com pr jana hoga , hum agar koi bhi account banana chahte hain kisi bhi website pr to hame signup pr click kr na hota hai usi trah aap bhi signup pr click karein.
Us k
bad photo mein jo screenshot hai vo aap ko website pr najar aayega, ab hum ko INDIVIDUAL ACCOUNT pr click krna hai , agar aap business k liye
account bna rhe hain to business account pr click kr ke continue pr click kr dein.
- By photo , country mein- india
- Upna mail address dalein.
- Kuch bhi password dalein.
- Dobara password repeat karein.
- By photo , upna first name dalein jaise ki mera RAJA hain, and last name thakur hai.
- Upni date of birth dalein for example 16/11/1998
- Nationality mein INDIA
- Upna pura address dalein.
- State , pin code and mobile number dalein
- Term and conditions pr tick kr k AGREE AND CREATE ACCOUNT pr click kr dein.
Ab LINK YOUR DEBIT
OR CREADIT card vala page open ho jayega. Agar aap k available hai debit or ATM
card ya debit card to detail fill kr dein .
- Card number mein upne card k 16 digit enter karein
- Expiry date aap k debit card k piche hogi
- CVV 3 digit ka debit card k piche hoga
- Billing address phle se hi hoga nhi to edit pr click kr k dal de.
1 Comments
Helpful information.
ReplyDelete