Microsoft account kaise banaye aur jaruri kyon hai hindi me
on -
September 06, 2017
Hello guys mein es article mein ye bataunga ki "Microsoft account kaise banate hain aur ye itna jaruri kyon hai" , sab se important Microsoft account esliye hai jab aap upni website ko bing ya yahoo search engine mein submit karenge tab Microsoft account ki jarurat hogi. Aur agar aap k pas laptop hai to bhi aap k liye bhut jaruri hai kyon ki bina Microsoft account k aap na to app store se app download kr payenge aur na hi Microsoft word, exel, one note , outlook ke personal data ko aap internet pr upload bhi nhi kr payenge. To mein yhi khunga ki bhut hi jaruri hai microsoft account agar aap yahoo , bing ki services ka phayda lena chahte hain. M steps se bataunga , jis se ki aasani ho jaye.
Link open hone k bad kuch es trah ki website
open hogi ,1st photo dekhe ,photos k
steps ko dekh k step wise account banana hai aapko , aasan hai bhut , to start
krein.
STEP
1: step 1st m gmail id ko dalna hai ,
mere hisab se gmail id to hogi hi nhi hai to bna lo bhut kam aane vali hai
aage.
STEP
2: step 2nd m kuch bhi password dal do
8 digit ka kam se kam hona chahiye, es k bad next button pr click kare . Ab
number 2 photo open ho jayega.
STEP
3: step 3 m upna first name dale jaise
ki mera RAJA hai.
STEP
4: step 4 m upnalast name dale jaise ki mara last name JADON
hai. Ab next button pr click kr de ,ab aa jate hain hum photo number 3 pr
STEP
5: ab hme upni country yani INDIA
dalna hai aur upni date of birth dal deni hai ,ab next pr click kare.
STEP
6: aap ne jo gmail id dali thi
microsoft ab us pr mail send krega verification k liye , ab mail open kr k
password dekh k step 6 m dal de .
Ab aap ki microsoft
id ready hai , agar koi problem hai to comment box mein comment jarur kare.
0 Comments