Hello dosto I am raja jadon aap ka mein upni website indiasehelp.com par swagat krta hu. Aaj mein es article mein bataunga ki "blog post mein html code box kaise add karenge" , agar aap blogging karte hain to aap ko mere hisab se jrur jarurat padegi , esliye mein kah rha hu , aap bus thode se dhyan se post ko dekhe sab kuch samajh aa jayega ki Blog ki post me html code box kaise add karte hain , bhut aasan hai suru karte hain. Mein aap ko 2 trah ke code box bataunga ek simple and dusra stylish , jo aap ko pasand aaye ya aasan lage aap use prayog kare.
blog post me simple html code box kaise add kare
- Ye bhut Jayda hi aasan hai . aap ko bus kuch steps follow kar ne hain bus.
- Sab se phle blogger.com open kare.
- New post per click kare.
- Vha per 2 function honge compose and html.
- Ab aap html per click kare aur niche di hui html ko copy kar ke paste kar de.
<form><textarea rows="5" cols="40" onClick=select()
readonly>Your Text Here.</textarea></form>
- Ab your text here ki jagah par upna html code dal dein .
blog post me stylish html code box kaise add kare
Agar aap stylish code box chahte hain to ese use kare.
- Sab se phle blogger.com open kare.
- Theme par click kare.
- Edit html par click kare.
- Ab aap CTRL+F button dabakar search mein
]]></b:skin> ye search kare.
- Ab
]]></b:skin> ke upper , niche box mein diya hua code ko copy kar ke paste kar de aur save per click kar de.
- photo follow karein.
- Ab new post par click kar ke html par click kare .
- Ab box mein diya hua code ko copy kar ke paste kar de.
2 Comments
nice
ReplyDeletebhot hi accha jankari share kiya hai apne nc post http://www.hindiblogstar.com/2018/02/join-new-whatsapp-group-link-2018.html
ReplyDelete