Mobile se bank ka balance kaise check kare in hindi

Hello friends ,hum ghar baithe upne mobile se free me bank balance kaise jane . Humare dimag me ye sawal hota hai . aur hame bhut problem hota hai jab hum ATM machine par jakar upne bank account ka balance check  krte hain. Lekin Bank bhut si aiesi suvidhaye hame deta hai jin ke bare me humko pta nhi hota. Esliye aaj me bataunga ki "Mobile se bank ka balance kaise check kare in hindi".

 
mobile se bank ka balance kaise check kare

All Indians bank balance check missed call numbers toll free in hindi

Jab hum kisi bank me account khulwate hain tab bank humse humara phone number leti hai. bank phone number esliye leti hai jis se ki hum ghar baithe bank balance jan sake. SMS alert service ke liye. Ye jo phone number hum bank me dete hain. Ye humara bank account me number register ho jata hai. ye humare bhut kam me aata hai. hum es number se bank balance jan skte hain, internet banking account bna skte hain, har ek account jo humare bank account se connect hota hai us ke liye bank hame, humare registered mobile number par verification ke liye OTP yani one time password bhejti hai. jis se ki humara bank account secured rhta hai.



Me sabhi  banks ke numbers bataunga jin par aap registered mobile number se missed call de kar bank balance jan skte hain. Ya to phone automatic cut jayega ya aap 1-2 ring jane par cut kar de. Phone cut hone ke 0-1 minute ke under phone par message aayega jis me aapke bank balance ki jankari hogi.


Missed call balance enquiry numbers in hindi 

#1.   Punjab national bank balance enquiry number 

18001802222

#2.  Bank of Baroda balance enquiry number 

09123011311 or 8468001111

#3. Allahabad Bank balance enquiry number 

09224150150

#4. Corporation Bank ka balance kaiswe jane 

For Hindi 09289792898 ya 919289792897
For English  09268892688 ya 919268892688

#5. Indian Bank ka balance kaise dekhe 

09289592895

#6. Kerala Gramin Bank 

9015800400

#7. SBI balance check karne ka mobile number 

09223866666
SBI mini statement : Mobile number
09223866666

#8. HDFC BANK ka balance check karne ka mobile number 

18002703333
For : mini statement
18002703355

#9. YES BANK ka balance check ka number 

09840909000

#10. UNION BANK OF INDIA ka balance check karne ka number 

09223920000
Mini statement ke liye number
09223921111

#11. State bank of Bikaner and Jaipur SBBJ : balance check karne ka number 

09223766666
Mini statement ke liye number
09223866666

#12. CANERA BANK  ka balance check karne ka tarika 

09015483483
Last 5 transaction ke liye canera bank ka number 
09015734734

#13. Vijaya bank ka balance check karne ka tarika

18002665555
Mini statement ke liye number
18002665556

#14. UCO bank ka balace check karne ka number

09278792787

#15. IDBI bank ka balance jan ne ka phone number

18008431122
Mini statement ke liye 18008431133

#16. Karnataka bank ka balance check karne ka tarika

18004251445
Mini statement dekhne ke liye number
18004251446

#17. Central bank of india

09222250000

#18. Bank of india

09015135135

#19. Syndicate bank

09664552255
Aur ye bhi hai 08067006979

#20. Kotak Mahindra bank

18002740110

#21. Dhanlaxmi bank

08067747700

#22. Bharatiya Mahila Bank

09212438888

NOTE: aap ka phone number bank me registered hona jaruri hai. otherwise ye work nhi karega.
Hame comment kar ke jarur bataye ki aapko humara ye article kaisa lga.

Post a Comment

1 Comments