Computer start hone par apne name ka voice kaise add karte hain in hindi

Hello everybody aaj mein ek aiesi trick batane ja rha hu jis ke use karne par aap ko special show karegi. Jab aap upne friends ke sah baithe honge  tab aap upne computer open karenge to aapka computer aapka welcome kuch es trah e karega welcome to your PC ,your name, hello handsome, how are you, hello smarty. Tab friends puchenge hi bhai ye kaise possible hai ya kaise kiya. Aur aapke chehre par ek smile hogi. jo aapko un sabhi logo me special show karegi. "Computer start hone par apne name ka voice kaise add karte hain in hindi"


Esliye me stepwise bataunga ki computer kaise on hone par aapka welcome karega. Es mein me bta du ki hum notepad par ek choti si coding kar ke VBS file banayenge aur C drive ki STARTUP folder me save kar denge.ye bhut hi interesting hai bus kuch steps follow karne hain and then you can see result.
Computer start hone par apne name ka voice kaise add karte hain in hindi

Computer start hone par apne name ka voice kaise add karte hain

  • STEP 1. Sab se phle window button par click kar ke notepad search kare. Notepad open kare.
  • STEP 2. Simply niche diye code ko copy kare aur notepad par paste kar de.
Dim speaks, speech
speaks="welcome to your pc, raja"
Set speech=Createobject("sapi.spvoice")
speech.speak speaks
  • STEP 3. Ab USRENAME ko upne name ya jo aap chahte hain us se replace karde.
  • STEP 4. Coding complete hone ke bad FILE menu par click kar ke SAVE AS par click kare. Save karne se phle type option me all type select kare aur welcome.vbs name se save kar de.
  • STEP 5. Aap welcome.vbs file ko copy kar le aur niche diye hue folder me jaye.
(For Windows XP) C:\documents and settings\All users\start menu\Programs\startup
(For Window 8, 7, 10 and WINDOW Vista)  c:\users\{user-name}\appdata\Roaming\Microsoft\Windows\Startmenu\Programs\Startup


NOTE: appdata ek hidden folder hai. hidden folders ko show kar le ya (os)c drive>users me jane ke bad PC me right hand ke top par search box hoga us me Startup search kar ke upper startup folder ki location ke hisab se startup folder open kar le.

  • STEP 6. Startup folder open kar ke welcome.vbs file ko paste kar de.
Important: agar aap best result chahte hain to sound setting ko upne hisab se changes kar de.

Ab PC ko restart karne par PC aap ka welcome karega. Agar phir bhi koi problem hoti hai to comment kare. App ki help jarur ki jayegi.

TAGS:-Computer start hone par apne name ka voice kaise add karte hain.


Computer se apna welcome kaise karvate hai.

Computer aapse kahe welcome smarty jab wo start ho.

computer start hone par apne name ka message kaise dikhaye.

Apne computer se apna welcome karwaye.

Post a Comment

0 Comments