PNB internet banking account kaise banaye in hindi

PNB internet banking account kaise banaye in hindi


pnb internet banking account kaise banaye

Aaj kal har koi yhi chahta hai ki yaar bank ke kon roj roj chakkar lagaye. Kuch bhi aiesa tarika nhi hai jisse ghar vaithe hi bank ka har ek kam ho jaye. To ye kam aapka PNB internet banking karega.Hello dosto mein aapko es post me bataunga ki
  • PNB me internet banking ke liye register kaise karte hain.
  • PNB internet banking ke kya phayde hain.
  • PNB internet banking registration ke liye kya kya jaruri hai.

PNB internet banking ke kya phayade hain.


  • 1      Aap bina bank me jaye , bank ki sabhi facilities ka labh le skte hain.
  • 2      Online mobile recharge , DTH recharge, online transaction , Bill payment, etc.
  • 3       Aap upne bank account ko self operate kar skte hain.

4  Aap ke bank account me phone number registered hona jaruri hai with SMS alert service. Matlub her ek transaction , recharge etc ke liye aap ke registered number par bank ki taraf se OTP nuber aaya karega. Verification ke liye.

READ THIS:- UC NEWS SE PAISE KAISE KAMAYE
http://helphindimein.blogspot.com/2017/10/uc-news-article-news-uc-browser-money.html.

PNB netbanking ke Registration ke liye kya kya jaruri hain

  • 1       Debit card hona compulsory hai.
  • 2       Bank me Registered mobile number phone mein active hona chahiye.
  • 3       Bank account number.
  • 4       ATM card and PIN
STEPS KO FOLLOW KARE


  • Step 1. Sab se phle aap Punjab national bank ki netbanking ki official website ko browser mein open kare. Niche  CLICK dekhe.
CLICK NOW  
  • step 2. Page open hote hi aap ke samne Retail User aur Corporate User mein se kisi ek ko select karne ke liye kahega. Jis mein Retail User select karna hai.
  • step 3. Next page me sab se end me New user show hoga jis par aap ko click karna hai.
  • step 4. Ab PNB account number fill karna hai. aur INTERNET banking ya MOBILE banking me se kisi ek ko select karna hai. both internet and mobile banking ko bhi select kar skte hain.
  • Step 5. Ab registerd number par OTP yani one time password aayega. Use dekh kar fill kar dena hai.
  • Step 6. Type of facility select kar ke verify par click kare.
  • Step 7. Next page me ATM yani Debit card number dalna hai. jo ki 16 digit ka ATM ke upper hota hai . ab ATM pin fill kare.
  • Step 8. Phir ek aur bar OTP yani one time password aayega. Use verify kare.
  • Step 9. Next step me ek User ID milegi. Ab aap ko upna khud ka kuch bhi password dalna hai. phir se ek bar aue upna password dale.
  • Step 10. Term and conditions ko ok kare.
  • Step 11. Sab kuch shi fill hone ke bad complete registration par click kare.


PNB internet banking account
  • login>retail>user id>fill password>dale.
Dhyan rahe 5 bar se Jayda login me password galat hone par account temporary block ho skta hai.
Ummid karta hu aap ko acche se samajh aa gya hoga. Phir bhi koi problem hai to comment kare. Ya mujh se whatsapp par contact kare.



Post a Comment

1 Comments

  1. Sir Mera password q nahi banta hai pnb one app me please

    ReplyDelete