Blog ya website par loading animation kaise lagaye. How to generate loading animation in hindi.
Sab se phle ham ek beautiful se loading gif ya image ki
jarurat hogi. Agar aap graphic designing acche se jante hain to aap khud ka gif
image bna skte hain. Ya phir internet par bhut sari websites available hain
jinse gif ya images download kar skte hain. Mein kuch website ke nam bta deta
hu jo loader aap ko pasand aaye vo aap download kar le upni website ya blog ke
liye.
www.loading.io
aap koi ek animation choose karke upni hosting site ya blog
par upload kar de . ab us animation ki link ko copy kar le. hame aage uski
jarurat padegi.
Add loading animation in website or blog in hindi. Blog ke template me loading animation kaise add karenge.
Mein 3 codes ka use karunga jis meHTML, CSS, JAVASCRIPT
Blogger ke liye, Sab se phle to aap template ka backup le
lein taki bad me kuch bhi problem aane par recover kar ske. Mein ab stepwise
blog ke liye bataunga ki kaise karna hai.
1.
Blogger account ko login karne ke bad blogger
dashboard par jaye.
2.
Click kare
TEMPLATE>EDIT HTML.
3.
Ab CTRL+F dabakar ]]></b:skin>
ye search kare.
4.
Ab niche jo CSS code diya hua hai use ]]></b:skin>
ke upper copy kar ke paste kar dein.
5.
Ab IMAGE URL HERE
ki jagah upne gif image ko paste kar de.
6.
Ab <body>
Ab <body>
tag ke niche , niche diya hua HTML code copy kar
ke paste kar de
tag ke niche , niche diya hua
HTML code copy kar ke paste kar de
7.
Ab <head> ke niche, niche
diya hua JAVASCRIPT code copy kar ke paste kar de. ke niche, niche diya hua
JAVASCRIPT code copy kar ke paste kar de.
8.
Agar blog template mein
jquery file phle se hain to aap ko dobara dene ki jarurat nhi hai.
9.
Finally save template par click kare aur blog ko
open karke dekhe animate loader work kar rha hai ya nhi.
10.
Agar kuch bhi problem aa rhi hai to comment
kare. Aur haan Thanks mere blog par visit karne ke liye.
Aap ko agar koi accha sa loader gif mil gya
hai to humare sath bhi use share kar skte hain. Comment kare hame accha lagega
0 Comments