Disabled ya password bhul gye to iPhone ko unlock kaise krein


Disabled iphone ko unlock kaise krein hindi mein, iphone ka password bhul gye hain recover kaise krein hindi mein

ABOUT POST

Hello guys aaj mein aap ko es article mein bataunga ki disabled iphone ko recover kaise krte hain, aur agar aap iphone ka password bhul gye hain to use bhi recover kr skte hain. Lekin agar aap chori k iphone ka password change krne ki soch rhe hain ya kisi aur ka iphone hai to bhul jaye yha kuch nhi milega. Haa agar aap ka khud ka mobile hai to ye 100% work karega es ki mein guaranty deta hu , kyon ki aap ko upne phone ki icloud id pta hogi , iphone recover hone k bad aap ki icloud id aur password magega agar aap ka phone hai to aap dal denge agar aap ne kisi aur ka phone recover kiya to aap ko phone mein registered icloud  id pta nhi hogi aur aap use recover k bad unlock nhi kr payenge . To ab tak aap ki samajh mein aa gya hoga  hoga .aap ne itunes ka nam to suna hi hoga aap to iphone user hain,  Aap ko mein step wise samajhane ki kosis karunga photos k sath , so, lets do it.


STEP 1.

Aap ko sab se phle google search box mein itunes for window 10 search krna hai,aap photo mein dekh skte hain.


Disabled iphone ko unlock kaise krein hindi mein, iphone ka password bhul gye hain recover kaise krein hindi mein




STEP 2.

Es k bad aap ko upni icloud id dal k download pr click kr dena hai, photo dekhein.


Disabled iphone ko unlock kaise krein hindi mein, iphone ka password bhul gye hain recover kaise krein hindi mein




STEP 3.

Aap ko itunes upne laptop mein install kr lena hai.



STEP 4



Itunes open kr ne k bad aap upne phone ko kuch es trah connect krna hai, aap photo mein dekh skte hain, aur mein bhi batata hu,

Sab se phle aap ko upne phone ko switch off kr dena hai. Home button ko press kr ne k sath USB cable lga deni hai, jab tak home button press krna hai, tab tak ki photo mein diya hua itune ka logo najar na aa jaye.

Disabled iphone ko unlock kaise krein hindi mein, iphone ka password bhul gye hain recover kaise krein hindi mein





STEP 5.

Ab aap upne laptop mein kuch es trah ka najar aayega, aap ko restore pr click krna hai.agar restore hota hai to thik nhi to update pr click kr k update kr de .



Disabled iphone ko unlock kaise krein hindi mein, iphone ka password bhul gye hain recover kaise krein hindi mein


next



Disabled iphone ko unlock kaise krein hindi mein, iphone ka password bhul gye hain recover kaise krein hindi mein






Note: aap ka laptop internet se connect hona jaruri hai.

Agar aap ki koi bhi problem hai comment box mein puch skte hain.

Thanks you.

Post a Comment

8 Comments

  1. yrr really it's awesome trick ,mine upna iPhone recovere kr liya h
    thank you admin ji

    ReplyDelete
  2. yar agar icloude ka password b bhool gya ho to ?

    ReplyDelete
    Replies
    1. apple ki official website par jakar icloud ka password recover kar lijiye simple

      Delete
  3. step 4 ke bad kuch nhi ho rha hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. step 4 ke baad aap apne laptop mein itune software mein dekhen vha par iphone connected show hoga

      Delete